I Am Kalam – Zindagi Aisi Waisi Song Lyrics

Zindagi Aisi Waisi Lyrics from I Am Kalam: The song is sung by Papon, composed by Sushmit Bose with lyrics written by Protique Mojoomdar.


Unche unche chhote chhote girte taare chunta ja
Neeche neeche dharti kheenche paanv paanv rakhta ja
Gaayegi woh sur toh mila
Naachegi woh chahiye isharaSuni suni dhun si na ho dekhi chhui jaisi na ho
Mili agar toh zindagi aisi waisi na ho
Suni suni dhun si na ho dekhi chhui jaisi na ho
Mili agar toh zindagi aisi waisi na hoSooraj thakaye jab bhi badal garaj uthe
Raat daraye toh chand aa jaaye
Toofan mein halke-fulke patte laraj uthey
Pani ki bhari boonde thehraye
Zindagi toh humko bhi yunhi khushi se hi manaayeKhushi naa ho, gham bhi na ho
Jo to teri marzi na ho
Mili agar toh zindagi aisi waisi na hoSuni suni dhun si na ho dekhi chhui jaisi na ho
Mili agar toh zindagi aisi waisi na hoKyun hum khoye, kyun hum soye
Bhari palkein khwabon ko dhoyeSoyi khoyi hai raahein
Par hum safar karte hain
Kabhi akele kabhi saath humsafar karte hain
Khuli aankhon se dekhi hai zindagi
Khwabon ko bhi uske hi nazar karte hai
Woh saahil hai, woh manzil hai
Kabhi saath chale kabhi door mileAisi na ho waisi na ho kise pata kaisi na ho
Mili agar toh zindagi aisi waisi na ho
Aisi na ho waisi na ho kise pata kaisi na ho
Mili agar toh zindagi aisi waisi na ho


Singer: Papon

Lyricist: Protique Mojoomdar

Music: Sushmit Bose