I Am Singh – Kya Jeena Kya Marna Song Lyrics

This Bollywood movie released in the year 2011 and was directed by Mr Puneet Issar who also acted in it along with Rizwan Haider and Gulzar Inder Chahal. The film depicts stories of the Sikh immigrants staying in the United States post the attacks of 9/11. The film shows the fight of these immigrants against prejudice and how they never lost faith in the judicial system of America. The music composition for the songs of the film is done by Mr Monty Sharma.

Album: I Am Singh

Song: Kya Jeena Kya Marna


Lyrics

Kya jeena kya marna tere bina hai sab gunah karna
Gunak karna har lamha har lamha hai tanha tanha
Har ik lamhe ko bas tabah karna tabah karna
Kya jeena kya jeena kya marna kya marna
Tere bina hai tere bina hai sab gunah karna
Sab gunah karna
Har lamha har lamha hai tanha tanha hai tanha tanha
Har ek lamhe ko har ek lamhe ko bas tabah karna
Bas tabah karna tabah karna
Kya jeena kya jeena

Tanhaiyo se keh do mere paas na aaye
Viraniyo se keh do kahi aur hi jaye
Dil me nahi hai mere koi ghum ke liye jaga
Har sutra junun hi khushiyo ki bana wajah
Doori se doori si doori se ab kya darna
Yado se teri hai ab nibah karna nibah karna
Kya jeena kya jeena

Diwangi ki sarhad ab todh denge hum
Tere junun me duniya ab chodh denge hum
Behte hue lahu me mehfuz hai bas tu
Tera karun mai sajda bas tuhi aarzu
Ishq hai ishq hai ishq hai parwah karna
Ik dusre me bas jiya karna jiya karna
Kya jeena kya jeena

Teri kashish ne mujhko ha bekhud bana diya
Jeena hua tha dubar par tune jila diya
Armaan hue hai bhagi ha bhagi hua hu mai
Sab kuch tera hua hai ha tera hua hu mai
Khwaish hai khwaish hai khwaish hai sang sang rehna
Rooh me teri bas fana hona fana hona
Kya jeena kya marna tere bina hai tere bina hai
Sab gunah karna sab gunah karna
Har lamha har lamha har lamha hai tanha tanha
Har ek lamhe ko bas tabah karna tabah karna
Kya jeena kya jeena