I Me Aur Main (2013) – Darbadar Hai Darbadar Khudaya Song Lyrics

This Bollywood romantic movie was directed by debutant director Mr Kapil Sharma. The film stars Prachi Desai, Chitrangada Singh and John Abraham in leading roles. The music composition for the songs of the film is done by Sachin – Jigar, Falak Shabir, Raghav Sachar and Gourav Dasgupta.

Album: I Me Aur Main (2013)

Song: Darbadar Hai Darbadar Khudaya


Lyrics

Dil me darare – 2
Ho ho
Dil me darare hi darare hai
Dil me kai hai darare

Yaade teri hai darare
Tute jo tinka to hawa ka aasra
Tute sitara to dua ka aasra
Dil tut jaye to woh jaye kaha
Darbadar hai darbadar khudaya
Darbadar hai bekhabar hai ye dil
Darbadar ka hamsafar na koi darbadar ki manjil – 2

Sa ni ga ma ga ma ga ma dha pa dha ma ga re sa
Sa ni re sa ga re sa ni dha ni – 3

Hai adhure sire jo
Woh khule hi rahe to
Tumse hi the yehi manke ham chale to
Ye thoda shikwa hai tera mera gila hai gar hota nahi
Chahe lage ya lage na dil tutne ka darr hota nahi
Socha hai pehle bhi kitna par hota nahi

Darbadar hai darbadar khudaya
Darbadar hai bekhabar hai ye dil
Darbadar ka hamsafar na koi darbadar ki manjil – 2

Sa ni re sa ga re sa ni dha ni – 2
Sa ga ma
Sa ni re sa ga re sa ni dha ni

Darbadar hai darbadar khudaya
Darbadar hai bekhabar hai ye dil
Darbadar ka hamsafar na koi darbadar ki manjil – 2

Sa ni dha pa ga pa dha ni
Darbadar hai darbadar khudaya
Darbadar hai bekhabar hai ye dil maula
Darbadar ka hamsafar na koi darbadar ki manjil maula