IndusInd Bank – Jeet Ka Halla Anthem Song Lyrics

Jeet Ka Halla Anthem Lyrics – To Taaliya Kyun Kam: The song is made by Indusland Bank in association with GoSports Foundation to support Indian para-athletes.


Khel nahi khata reham
Maidan padta naram
Sangharsh na hota hai kam
To taaliya kyun kam
(To taaliya kyun kam)
Tere liye taaliya kyun kam
(Tere liye taaliya kyun kam
Tere liye taaliya kyun kam)Khel nahi khata reham
Maidan padta naram
Sangharsh na hota hai kam
To taaliya kyun kamTeri jeet ka bhi ho halla (ho halla)
Gali gali mohalla
Gali gali gali mohalla (x2)Talve bole chal mat chal mat tu
Utha bazuon se parbat
Band aankhon se lakshya bhed ja
Dhay tan se lehre tair jaTeri jeet ka bhi ho halla (ho halla)
Gali gali mohalla
Gali gali gali mohallaHo…Ab taaliya na kam (taaliya na kam)
Tere liye taaliya na kam
(Taaliya na kam)
Tere liye taaliya na kam..Teri jeet ka bhi ho halla (ho halla)
Gali gali mohalla
Gali gali gali mohallaTeri jeet ka bhi ho halla (ho halla)
Ab se nahi akela
Ab se nahi tu akela
Teri jeet ka bhi ho halla


Singer: Album
IndusInd Bank

Lyricist: null

Music: null