Insaaf : The Justice – Dekha Hai Maine Toh Song Lyrics

Singers : Anuradha Paudwal and Udit Narayan
Music by : Nikhil and Vinay
Male : Dekha hai maine to
Chorus : Sa sa ni sa

Sa sa ni sa
Male : {Dekha hai maine to

Pehali bar

Deewane dilbar ki

Aankho meinin pyar} (2)
Male : Subah sham raat din

Karu intazaar

Bekrariyo mein bhi

Aa gaya karar
Female : {Dekha hai maine to

Pehali bar

Deewane dilbar ki

Aankho mein pyar} (2)
Female : Subah sham raat din

Karu intazaar

Bekrariyo mein bhi

Aa gaya karar
Male : O dekha hai maine to toh

Pehali bar

Deewane dilbar ki

Aankho mein pyar
Male : Baanho mein bharke

Had se gujar ke

Thahro zara main jhoom loon
Chorus : Sa sa ni sa

Sa sa ni sa
Male : Kehati hai meri

Betabiya main

Tere labon ko chum lu
Female : Mere mehbub sanam ko

Mastane iss mausam ko

Kya ho gaya

Ho gayaa…
Female : Kya masti layi hai
Chorus : Sa sa ni sa

Sa sa ni sa
Female : Kya masti layi hai

Abb ki bahar

Deewane dilbar ki

Aankho mein pyar
Female : Subah sham raat din

Karu intazaar

Bekrariyo mein bhi

Aa gaya karar
Male : Dekha hai maine to

Pehali bar

Deewane dilbar ki

Aankho mein pyar
Female : Ooooo……..
Male : Ooooo……..
Female : Palkon mein band

Kaisi haya hai

Sajan tujhe nahi pata
Chorus : Sa sa ni sa

Sa sa ni sa
Female : Aake gale se

Mujhko laga le

Chhaya hai ishk kaa nasha
Male : Kaisa hai diwaanapan

Pyasi pyasi hai dhadkan

Mai kya karu

Kya karu
Male : Janam pe kar dunga..
Chorus : Sa sa ni sa

Sa sa ni sa
Male : Ohh.. janam pe kar dunga

Main jaan nisaar

Deewane dilbar ki

Aankho mein pyar
Male : Dekha hai maine to

Pehali bar

Deewane dilbar ki

Aankho mein pyar
Female : Dekha hai maine to

Pehali bar

Deewane dilbar ki

Aankho mein pyar