Insaan – Is Tarah Diwane Kyu Huye Song Lyrics

Insaan is a 2005 released Hindi movie starring Akshay Kumar, Ajay Devgan, Esha Deol, Lara Dutta, and Tusshar Kapoor in lead roles. It is directed by K. Subhaash and produced by Sujit Kumar. The plot deals with three people on a mission to find the human within amidst of hatred, violence, and corruption.

Album: Insaan

Song: Is Tarah Diwane Kyu Huye


Lyrics

Is tarah diwane kyu huye ja rahe hai hum
(Is tarah diwane kyu huye ja rahe hai hum
Ye saja hai tum se dil lagane ki sanam – 2) – (2)
Ho sanam
Ye saja hai tum se dil lagane ki sanam

Tumne dard aye diya hai dil ko pahli bar
Tumne dhadkano ko kiya yaar bekarar
Tumpe chahte lutau mai to beshumar
Lamha lamha maine kiya siraf tumse pyar
Mujhse jane jana tum le lo koi bhi kasam
Ye saja hai tum se dil lagane ki sanam – 2
Ho sanam
Ye saja hai tum se dil lagane ki sanam

Ho yara tumhari aashiki me aisa hai asar
Rahane laga hu aajkal mai khud se bekhabar
Chehara tumhara har jagha hi dhundati nazar
Na kahi sakun hai na hai kahi sabar
Bekhudi me aise kyu bahake ja rahe kadam
Ye saja hai tum se dil lagane ki sanam – 2
Ho sanam
Ye saja hai tum se dil lagane ki sanam
Is tarah diwane kyu huye ja rahe hai hum
Ye saja hai tum se dil lagane ki sanam – 2