Inteha – Deewan Dil Jaanta Nahin Song Lyrics

Music Director : Anu Malik
Singer : Shreya Ghoshal
Female : Diwana dil janta nahi

Roka ise manta nahi

Fir ishk me lo kho gaya

Anjan hai nadan hai

Tabah ho gaya
Female : Diwana dil janta nahi

Oh roka ise manta nahi
Female : Jane kaha hai jana diwana chala hai tinke ka leke sahara

Tauba tauba kya hoga kise ye pata hai

hai kaun dusman tumhara

Rasta naya manjile nai

Rang layegi tere dil ki lagi
Female : Ye kahani suhanai safar ye suhana ban hi na jaye fasana

Ye nigahe churana nigahe milana ye khel hai ek purana

Is khel me janeman kya hoga kisko khabar

Katil hai jane jigar katil hai uski najar
Female : Diwana dil janta nahi

Roka ise manta nahi

Fir ishk me lo kho gaya

Anjan hai nadan hai

Tabah ho gaya