Inteha – Kehna Chahta Houn – Daastaan…. Kaise Tujhe Main Kahun Song Lyrics

Inteha – Kehna Chahta Houn is a music album from Inteha, a Lahore-based band, which is set to reform the Pakistani music face. It was released in 2009 and is the debut album of the band. It was appreciated by a large number of music lovers and is the best one.

Album: Inteha – Kehna Chahta Houn

Song: Daastaan…. Kaise Tujhe Main Kahun


Lyrics

O ho kaise tujhe main kahun
Tujh bin main kaise rahun
Khaabon mein mere tu basa, yaadon ne teri hai dasa
Aaja ek baar dil hai bekaraar, sunle saajana yeh pukaar
Kaise tujhe main kahun
Tujh bin main kaise rahun

Jis din socha yeh keh du tujhako main, dil ki yeh saari daastaan
Tab mann pohancha tere dar par, haan na jaane ?? kahaan
Aaja ek baar, kar raha hoon intjaar, sun yeh saajana yeh pukaar
Kaise tujhe main kahun
Tujh bin main kaise

Sab kuchh lutaake apana banaake, jo tune waade the kiye
Mujhako tadpaake khud ke sajaake na jaane kahaan chal diye
Aaja ek baar, kar raha hoon intjaar, sun yeh saajana yeh pukaar
Kaise tujhe main kahun
Tujh bin main kaise rahun