Inteha – Kehna Chahta Houn – Yeh Pyaar Kya Hai, Kisako Pata Song Lyrics

Inteha – Kehna Chahta Houn is a music album from Inteha, a Lahore-based band, which is set to reform the Pakistani music face. It was released in 2009 and is the debut album of the band. It was appreciated by a large number of music lovers and is the best one.

Album: Inteha – Kehna Chahta Houn

Song: Yeh Pyaar Kya Hai, Kisako Pata


Lyrics

Yeh pyaar kya hai, kisako pata
Sab ki jubaan pe isaka nasha
Yeh dard hai ya phir yahin dawa
Yeh bhul ya phir yahin khata

Jaane kis mod par hoon abb main khada
Yaadon ko tadkar hoon kahaan chal pada
Roke mujhe mera khuda
Yeh hai junun yahin maja, yeh dard hai ya phir

Jaane kis mod par hoon main khada
Waadon ko tadkar kahaan chal pada
Roke mujhe mera khuda
Yeh bhul ya phir yahin khata

Yeh pyaar kya hai kisako pata
Sabki jubaan pe isaka nasha
Yeh dard hai ya phir yahin dawa
Yeh bhul hai ya phir yeh inteha
Yeh inteha, yeh inteha, yeh inteha……..