Iqbal – Muthhi Me Aasman Song Lyrics

Iqbal is an inspiration film released in 2005 worth watching by all who aspire to earn recognition in their lives, but are facing with financial and physical problems. It is directed by Nagesh Kukunoor for Shubash Ghai’s production company, Mukta Searchlight Films. It achieved commercial success at the box office, and is regarded as the best film ideal to train and motivate people.

Album: Iqbal

Song: Muthhi Me Aasman


Lyrics

Puchhe hain jindagee hamse jine kee ada
Bole yeh raste yaro jana hain kaha
Ham toh hawao pe, likhte hain dastan
Ham me hain woh hunar, chha jaye jaye jaha
Oye o oyee o…….

Josh hain hosh hain, hausle hain jawan – (2)
Mastee hain dhum hain apni yaha waha
Phirte hain leke ham muthhee me asman
Oye o oyee o…….

Jitne ke siva kuchh na ham jant) – (2)
Kar dikha te hain ham, jo kuchh bhee thante
Chalte hain leke ham, muthhee me sara jahan
Oye o oyee o…….
Puchhe hain jindagee hamse jine kee ada
Bole yeh raste yaro jana hain kaha
Ham toh hawao pe likhte hain dastan
Ham me hain woh hunar cha jaye jaye jaha
Oye o oyee o…….