Iqraar – By Chance – Teri In Adaaon Pe Song Lyrics

Iqraar By Chance is a romantic drama released in 2006. It is directed by K. Ravi Shankar and starred Shilpa Anand and Amarjeet Shukla in main roles. A girl, in order to show her father that she could earn money on her own, joins radio company as a Radio Jockey. She takes a challenge to con a young man in loving her. However, she realizes slowly that she is actually in love with him.

Album: Iqraar – By Chance

Song: Teri In Adaaon Pe


Lyrics

Teri in adaaon ne humko paagal kar diya
Teri in adaaon ne humko paagal kar diya
Naya naya lage hai jahaan jaadu yeh kya kar diya
Teri in adaaon ne
Na na na na na
Ha ha ha ha ha …

Apne hi dil se yeh sharth thi ke denge use na kisiko
Aawara mujrim bedard jaalim chahane laga par tumhiko
Kaatil adaa hai woh tumhaari
Dil pe lagi woh chot bhaari
Ke apane haathon se dil naam tumhare kar diya
Naya naya lage hai jahaan jaadu yeh kya kar diya
Teri in adaaon ne humko paagal kar diya
Teri in adaaon ne humko paagal kar diya
Naya naya lage hai jahaan jaadu yeh kya kar diya
O o o ..
Ho ho ho ho ho…
Ho ho ho na na na na na ho ho…

Toofan mein thi yeh dil ki kashti
Saahil ka kuchh na pata tha
Saagar se gehra yeh roop tera
Saagar mein saahil chhupa tha
Do baahon ke dilkash kinaaren
Humko diye hai woh sahaaren
Yeh tera ehsaan hai
Adaaun kaise shukriya
Naya naya lage hai jahaan jaadu yeh kya kar diya
Teri in adaaon ne humko paagal kar diya
Teri in adaaon ne humko paagal kar diya
Naya naya lage hai jahaan jaadu yeh kya kar diya
Hmm hmm hmm hmm hmm..