Ishaqzaade – Ishaqzaade Song Lyrics

Ishaqzaade Title Song from Ishaqzaade is sung by Javed Ali & Shreya Ghoshal, Composed by Amit Trivedi and Lyrics are written by Kausar Munir.


Ik aur badhne lage jo
Ik dor bandhne lage jo
Ik shor karne lage jo
Do dil
Ik chaal chalne lage jab
Ik dhaal dhalne lage jab
Ik thaal chakhne lage jab
Do dilJudne lage lage do dilon ke jab kinare
Udne lageIshaqzaade…  – (x10)Hoo dil pe jo bhi bair beeta
Dil pe jo bhi bair beeta
Teri khair pe vaar diya
Jal-jala kar jo bhi jeeta
Tere pyaar pe haar diya
Humko khud mein shamil kar le
Abb toh khud ke qaabil kar le
Rang tumhare.. rang jayenge
Sang tumhare.. sang jayengeIshaqzaade…  – (x10)Ho.. seele-seele sapne apne
Seele-seele sapne apne
Pyar ki dhoop se sookhenge
Neele naino ki do nehre
Dil ke baandh se rokenge
Khaak se khwaabon ko bunn le
Raakh se bhi khushiyan chun le
Bhujte-jalte chalte jaayein
Girte uthte badhte jaayeinIshaqzaade…  – (x10)Ik aur badhne lage hai
Ik dor bandhne lage hai
Ik shor karne lagey hai
Do dil
Ik chaal chalne lage hai
Ik dhaal dhalne lagey hai
Ik thaal chakhne lagey hai
Do dil
Judne lage lage do dilon ke jab kinaare
Udne lageIshaqzaade…  – (x10)


Singer: Amit Trivedi

Lyricist: Kausar Munir

Music: Amit Trivedi