Ishq Khuda Hai (1993) – Unreleased – Aa Abb Laut Ke Aaja Song Lyrics

Album: Ishq Khuda Hai (1993) – Unreleased

Song: Aa Abb Laut Ke Aaja


Lyrics

Aa abb laut ke aaja aaja aaja – (2)

Akhiyaan taras gayi kar tera intjaar
Jabse bichhada hai o o o dekho o mera yaar
Mausam badale badale bahaar todake aaja har deewaar
Aa abb laut ke aaja, aa jaao mere pyaar re – (2)
Akhiyaan taras gayi kar tera intjaar

Dil ke tukade kisako dikhaau, haal-e-jigar ka kisako sunaau – (2)
Aas milan ki -2 dil bekaraar todake aaja har deewaar
Aa abb laut ke aaja, aa jaao mere pyaar re – (2)
Akhiyaan taras gayi kar tera intjaar

Waade tu saare tod gaya kyun, mujhako akela chhod gaya kyun – (2)
Ghaayal dil ki -2 sun le pukaar, todake aaja har deewaar
Aa abb laut ke aaja, aa jaao mere pyaar re – (2)
Akhiyaan taras gayi kar tera intjaar

Tere bina abb kaise yeh mele, suni hai duniya aur hum akele – (2)
Kaisi yeh khushiya -2 ghum hai hajaar, todake aaja har deewaar
Aa abb laut ke aaja, aa jaao mere pyaar re – (2)
Akhiyaan taras gayi kar tera intjaar
Aa laut ke aaja – (6)