Isi Life Mein – Tum Darshan Hum Naina Song Lyrics

Isi Life Mein is a 2010 film featuring two newcomers – Akshay Oberoi and Sandeepa Dhar on whom the entire film revolves around. Sandeepa belongs to a conservative family from Ajmer, Rajasthan. She is good in studies and is a topper in school and higher secondary exam. Her dad is a devout Hindu and wants her daughter to marry a boy of his choice, and the mother likes to see her in a modern avtaar. This is the crux of the film where the girl is pressed in between two contradictory thinking.

Album: Isi Life Mein

Song: Tum Darshan Hum Naina


Lyrics

(Tum darshan hum naina rama
Tum darshan hum naina) – 2
Kaushalya ki kokh se tumne
Janam liya hai aise
Sukh samridhi ki ganga ko
Mukh se janme jaise
Ganga janme jaise
Sarju ke tat jhoom ke
Gaayein pal pal aaj badhaayi
Jug jug ankhiyaan tarsi hai
Tab ghadi yeh pawan aayi
Mil gaya mann ko chaina rama
Tum darshan hum naina
Tum darshan hum naina rama
Tum darshan hum naina

Hum jeevan hain tum mukti
Hum maruthal tum jal ki dhar
Hum swarth ki boond hain rama
Tum karuna ka sindhu apar – 2
Hum deepak tum jyoti
Hum santaan hai tum ho palan haar
Hum asha vishwas ho tum
Hum jhanjhar hain tum jhunkaar
Tum suraj hum raina rama
Tum darshan hum naina
Tum darshan hum naina rama
Tum darshan hum naina