Jaal (1952) – Has Le Ga Le Dhum Machaale Song Lyrics

Jaal is a film that has given an evergreen song ‘Yeh Raat Yeh Chandni Phir Kaha Sun Jaa Dil Ki Dastaan….’ Hemant Kumar has given his voice to this song composed by S. D. Burman. Guru Dutt has written and directed this 1956 film. Dev Anand, Geeta Bali, K. N. Singh, and Johnny Walker are the actors. The film is set in Goa and reflects love and forgiveness, which are integral parts of Christianity.

Album: Jaal (1952)

Song: Has Le Ga Le Dhum Machaale


Lyrics

Has le ga le dhum machaale duniya paani hai
Keh le dil ki baat sajan se raat suhaani hai
Kaise yeh jaagi agan lagi hai dil mein lagan
Sine mein tufaan hai jalane ka armaan hai
Kaise yeh jaagi agan

Ma ma maariya, maariya…….

Dur kahin ek taara karata hai yeh ishaara – (2)
Jit hai aaj usiki jisane sab kuchh haara
Sine mein tufaan hai jalane ka armaan hai
Kaise yeh jaagi agan
Has le ga le dhum machaale duniya aani hai
Keh le dil ki baat toh dhang se raat suhaani hai
Kaise yeh jaagi agan

Ma ma maariya, maariya…….
Dur nagariya teri rasta hai anjaana – (2)
Raah mein milanewaale raah mein chhod na jaana
Sine mein tufaan hai jalane ka armaan hai
Kaise yeh jaagi agan
Has le ga le dhum machaale duniya paani hai
Keh le dil ki baat sajan se raat suhaani hai
Kaise yeh jaagi agan

Ma ma maariya, maariya…….

Tod ke naate saare chali hoon unake dwaare – (2)
Ghar aangan se kahi woh apana mujhe pukaare
Sine mein tufaan hai jalane ka armaan hai
Kaise yeh jaagi agan lagi hai dil mein lagan
Sine mein tufaan hai jalane ka armaan hai
Kaise yeh jaagi agan
Has le ga le dhum machaale duniya paani hai
Keh le dil ki baat sajan se raat suhaani hai
Kaise yeh jaagi agan
Ma ma maariya, maariya…….
Has le ga le dhum machaale -2 duniya paani hai
Keh le dil ki baat sajan se raat suhaani hai