Jaal (1952) – Yeh Rat Yeh Chandanee Phir Kahan Song Lyrics

Jaal is a film that has given an evergreen song ‘Yeh Raat Yeh Chandni Phir Kaha Sun Jaa Dil Ki Dastaan….’ Hemant Kumar has given his voice to this song composed by S. D. Burman. Guru Dutt has written and directed this 1956 film. Dev Anand, Geeta Bali, K. N. Singh, and Johnny Walker are the actors. The film is set in Goa and reflects love and forgiveness, which are integral parts of Christianity.

Album: Jaal (1952)

Song: Yeh Rat Yeh Chandanee Phir Kahan


Lyrics

Ha ha ha ha ha ha……..
Yeh rat yeh chandanee phir kahan, sun ja dil kee dastan – (2)

Hm hm hm hm hm hm………

Hey pedo kee shakhon pe
Pedo kee shakhon pe soyee soyee chandanee, pedo kee shakhon pe
Tere khayalon me khoyee khoyee chandanee
Aur thodi der me thak ke laut jayegee
Rat yeh bahar kee phir kabhee na aayegee
Do ek pal aur hai yeh sama, sun ja dil kee dastan

Hm hm hm hm hm hm………

Hey lehron ke hontho pe
Lehron ke hontho pe dhima dhima rag hai, lehro ke hontho pe
Bhigee hawaon me thandee thandhee aag hai
Iss hasin aag me too bhee jalke dekhle
Jindagee ke git kee dhun badal ke dekhle
Khulne de abb dhadkano kee juban, sun ja dil kee dastan

Hey jatee bahare hain
Jatee bahare hain uthti jawaniya, jatee bahare hain
Taron ke chaon me pehle kahaniya
(Ek bar chal diye gar tujhe pukarke
Lautkar na ayenge kafile bahar ke) – (2)
Aaja abhee jindagee hai jawan, sun ja dil kee dastan

Yeh rat yeh chandanee phir kahan, sun ja dil kee dastan
Dastan, dastan