Jaan-E-Mann – Ajnabi Shehar Hai Song Lyrics

Jaan-E-mann is the second film in which Salman Khan and Akshay Kumar are seen together after the success of Mujhse Shaadi Karogi, which hit the screen in 2004. It is directed by Shirish Kunder, who has also written the screenplay and dialogue. The film had music by Anu Malik, who won the Star Screen Awards for Best Music.

Album: Jaan-E-Mann

Song: Ajnabi Shehar Hai


Lyrics

Ajnabi shehar hai
Ajnabi shaam hai
Zindagi ajnabi kya tera naam hai
Ajeeb hai ye zindagi ye zindagi ajeeb hai
Ye milti hai bicharti hai bicharke phir se milti hai
Ajnabi shehar hai
Ajnabi shaam hai

Aap ke bagair bhi humein
Meeti lagein udasiyaan
Kya ye aap kaa aap kaa kamaal hai
Shayed aapko khabar nahi
Hil rahi hai paaon ki zameen
Kya ye aap ka aap kaa kheyaal hai
Ajnabi shehar mein zindagi milgayi
Ajeeb hai ye zindagi ye zindagi ajeeb hai
Mein samjha tha kareeb hai ye auron ka naseeb hai
Ajnabi shehar hai
Ajnabi shaam hai

Baat hai ye ek raat ki
Aap badalon pe letey the
Hmm woh yaad hai aapne bulaya tha
Sardi lag rahi thi aapko
Patli chandi lapetey the
Aur shaan mein khowaab ke sulaya tha
Ajnabi thi sahi saans mein silgayi
Ajeeb hai ye zindagi ye zindagi ajeeb hai
Mere nahi ye zindagi rakeeb ka naseeb hai

Posted by : rao umar