Jaan Pehchaan – Duhkh Se Bhara Huwa Hai Dil Song Lyrics

Jan Pachchan is a 1950 Hindi film directed by Fali Mistry. Its screenplay and dialogue are by Ramanand Sagar. It starred Raj Kapoor, Nargis, Jeevan, Shyama, and Mukri in lead roles. A village girl is pregnant by a rich artist. Before he returns, he meets an accident and is completely disfigured. To save the girl from being lashed out by the villagers, another young man comes forward and takes the responsibilty.

Album: Jaan Pehchaan

Song: Duhkh Se Bhara Huwa Hai Dil


Lyrics

Duhkh se bhara huwa hai dil, jine me kuchh maja nahee
Tut gaye sab asare, abb koyee asara nahee
Duhkh se bhara huwa hai dil……..

Dard se dil nidhal hai, aaj yeh apna hal hai
Ruthee huyee hai jindagee, maut kaa bhee pata nahee
Duhkh se bhara huwa hai dil……..

Bigade huye nasib ne, lut liya chaman mera
Hay kija too gam na kar, teree koyee khata nahee
Duhkh se bhara huwa hai dil……..