Jaanam – Teree Inn Adaon Ne Song Lyrics

Album: Jaanam

Song: Teree Inn Adaon Ne


Lyrics

Teree inn adaon ne
(Teree inn adaon ne, iss dil ko ghayal kar diya
Jiye ham kis tarah janam -2, jina hee mushkil kar diya) – (2)
Teree inn adaon ne

Julfo me tera chehra hai janam, chand badalee me jaise
Too muskuraye toh maine jana, phul khilte hain kaise
O jane jan, sharma na aise, mujhse najar chura na aise
Teree inn adaon ne
Hay teree inn adaon ne iss dil ko ghayal kar diya
Jiye ham kis tarah janam -2, jina hee mushkil kar diya
Teree inn adaon ne

Tere badan kee mastanee khushbu, pyar dil me jagaye
Har khwab mera ho jaye sachcha, too jo bahon me aaye
Dil kee lagee dikhau tujhko, aa pyar mai sikhau tujhko
Teree inn adaon ne
Hay teree inn adaon ne iss dil ko ghayal kar diya
Jiye ham kis tarah janam -2, jina hi mushkil kar diya
Teree inn adaon ne iss dil ko ghayal kar diya
Jiye ham kis tarah janam, jina hee mushkil kar diya
Teree inn adaon ne