Jaanasheen – Tumhe Dillagee Bhul Jani Padegee Song Lyrics

Janasheen is a devotional music album by Rahat Fateh Ali Khan. It has Qawwali songs that praise Allah for blessing his followers. Its Sufi music is sure to heightened spirituality among its listeners. It also transcends people to such a horizon where they feel connected with the Almighty. The ecstatic feeling the album exudes is worth experiencing it.

Album: Jaanasheen

Song: Tumhe Dillagee Bhul Jani Padegee


Lyrics

Tumhe dillagee bhul jani padegee
Muhabbat kee rahu mai aa kar to dekho

Jakaham pe jakham kha ke jee, apne lahu ke ghunt pee
Aah na kar labon ko see, ishk hay dil lagee nahee

Yeh ishk nahee aasan, bas itna samjh lijiye
Ek aag kaa darya hay aur koud kar jana hai
Tumhe dillagee bhul jani padegee
Muhabbat kee rahu mai aakar to dekho

Tadapne pe mere na phir tum hansoge
Kabhee dil kisi se laga kar to dekho

Khuda ek liye chhod do abb yeh parda
Rukh se nakab utha keh badee der ho gayee
Mahol ko talawate kura an kiye huye
Ham na samjhe teree najaro kaa takaja kya hai
Kabhee parda kabhee jalwa yeh tamasha kya hai
Keh hain ajj ham tum nahee gair koyee
Shabe wasal bhee hai hijab iss kadar kyon
Jara rukh se anchal utha kar to dekho
Wafao kee ham se tawako nahee hai
Magar ek bar aajma kar to dekho
Jamane ko apna banakar to dekho
Hamein bhee tum apna banakar to dekho
Tumhein dillagee bhul janee padegee
Muhabbat kee raho me aakar to dekho