Jaanwar – Tujko Na Dekhun Song Lyrics

Jaanwar is a film directed and produced by Suneel Darshan. It starred Akshay Kumar, Karishma Kapoor, Shilpa Shetty, Ashish Vidyarthi, and Shakti Kapoor in the lead roles. It is a crime drama in which a cold-hearted murderer turns into a blacksmith to raise an orphan child. It was a successful film in 1999 and a turning point in Akshay Kumar’s career.

Album: Jaanwar

Song: Tujko Na Dekhun


Lyrics

Tujhko na dekhu to jee ghabrata hai
Tujhko na dekhu to jee ghabrata hai
Dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai
Dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai
Yeh kaisa rishta hai kaisa naata hai
Yeh kaisa rishta hai kaisa naata hai
Dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai
Dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai

Aa aa aa… aa aa aa aa

Har gham utha loon tanha akela
Tere liye hai khushiyon ka mela
Har gham utha loon tanha akela
Tere liye hai khushiyon ka mela
Saara sansaar doon jeevan bhi vaar doon
Jitna kahe tu utna main pyaar doon
Jitna kahe tu utna main pyaar doon
Yeh tera mukhda hi mujhko bhaata hai
Yeh tera mukhda hi mujhko bhaata hai
Dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai
Dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai

Tum mere daddy tum meri maa ho
Tum mera dil ho tum meri jaan ho
Tum mere daddy tum meri maa ho
Tum mera dil ho tum meri jaan ho
Bachpan ki dor ka yeh nata tod ke
Daddy kabhi mujhe na jaana chhod ke
Daddy kabhi mujhe na jaana chhod ke
Mere liye tu kitna dard uthaata hai
Mere liye tu kitna dard uthaata hai
Dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai