Jab Pyar Kisi Se Hota Hai – Iss Dil Mein Kya Hai Song Lyrics

Jab Pyar Kisi Se Hota Hai is a story of a playboy who meets a girl of his dream and falls in love with her. However, when he is about to tie the knot with that girl, a child surprises him by claiming to be his son. Salman Khan, and Twinkle Khanna are the lead pairs in this 1998 released film. Aditya Narayan is a playing Salman’s son. Jatin-Lalit’s music has proven their mettle once again by rendering melodious tune to all the songs.

Album: Jab Pyar Kisi Se Hota Hai

Song: Iss Dil Mein Kya Hai


Lyrics

Iss dil mein kya hai dhadkan, dhadkan mein kya hai saajan
Phulon mein kya hai khushbu, aankhon mein kya hai jaadu
Tu meri jaan hai, tu hi mera pyaar
Tere liye hi main hoon bekraar

Iss dil mein kya hai dhadkan, dhadkan mein kya hai saajan
Phulon mein kya hai khushbu, aankhon mein kya hai jaadu
Tu meri jaan hai, tu hi mera pyaar
Tere liye hi main hoon bekraar

Chhu liya tune mujhko saara badan jal raha hai
Pyaar mein jor kaisa koi jaadu sa bas chal raha hai
Paagal na main ho jaau
Iss dil mein kya hai dhadkan, dhadkan mein kya hai saajan
Phulon mein kya hai khushbu, aankhon mein kya hai jaadu
Tu meri jaan hai, tu hi mera pyaar
Tere liye hi main hoon bekraar

Iss dil mein kya hai

Thaam le meri baahein, mausam jawaan aur haseen hai
Kya karu naam tera dil bhulata hi nahi hai
Jaagu ya main so jaau
Iss dil mein kya hai dhadkan, dhadkan mein kya hai saajan
Phulon mein kya hai khushbu, aankhon mein kya hai jaadu
Tu meri jaan hai, tu hi mera pyaar
Tere liye hi main hoon bekraar

Iss dil mein kya hai dhadkan, dhadkan mein kya hai saajan
Phulon mein kya hai khushbu, aankhon mein kya hai jaadu
Tu meri jaan hai, tu hi mera pyaar
Tere liye hi main hoon bekraar

Taram taram tararara, taram taram tara…..