Jagga Jasoos – Jhumritalaiyya Song Lyrics

Jhumritalaiyya (Jhumri Telaiya) Lyrics from Jagga Jasoos: The song is composed by Pritam and sung by Arijit Singh and Mohan Kanan while lyrics are penned by Neelesh Misra.


Mera gaanv Jhumri Telaiya hai
Tera gaanv shayad Timbuktu
Jinko milna hota milte hain
Chaahe phir ho jaayein udan-chhu Kismat se takraaye hum dono
Koi qissa hoga toh shuru Duniya yeh thodi thodi hai behtar lage
Dil ke naukar chaakar lage
Jhuk ke pooche kya hai aarzoo (x2) Ahaa haa… Mera ghar tapta registaan hai
Tera ghar shayad North Pole
Lekin mill jaayenge ghumantu
Teri meri duniya golamgol mmm.. Tere honthon pe main rakh jaaunga
Apne kuch khatte meethe bol Duniya yeh thodi thodi hai behtar lage
Dil ke naukar chaakar lage
Jhuk ke pooche kya hai aarzoo (x2) Aarzoo… Aarzoo… Guzra sarfira
Chand se main gira
Thaamkar jo sira
Uss tarah kuch mera Duniya yeh thodi thodi hai behtar lage
Milke khone ka darr lage
Jaana bhi to phir se aana tu


Singer: Arijit Singh, K Mohan

Lyricist: Neelesh Misra

Music: Pritam