Jagga Jasoos – Phir Wahi Song Lyrics

Singer : Arijit Singh
Music by : Pritam Chakraborty
Male : Tum ho yahin kahin

Ya phir kahin nahi
Male : Phir wahi phir wahi..

Sondhi yaadein purani phir wahi

Phir wahi phir wahi

Bisri bhooli kahaani phir wahi
Male : Dil kyun joda agar dil dukhana tha

Aaye kyun the agar tumko jaana tha

Jaate jaate labon pe bahana tha

Phir wahi..ho phir wahi.. woh ho..
Male : Phir wahi.. phir wahi..

Toote sapno ke choore phir wahi

Phir wahi phir wahi

Roothe armaan adhoore phir wahi
Male : Phir wahi.. phir wahi..

Ghum ka jaaya

Dil mera dard se

Kyun bhar aaya
Male : Aansu puchhe hi kyun ‘gar rulana tha

Qissa likha hi kyun ‘gar mitana tha

Jaate jaate labon pe bahana tha

Phir wahi.. phir wahi.. wo..
Male : Phir wahi phir wahi..

Sondhi yaadein purani phir wahi

Phir wahi phir wahi

Bisri bhooli kahaani phir wahi
Male : Woo..