Jahan-E-Khusrau (The Realm Of The Heart – Live) – Jo Jalwa Gahe Yar Hai Song Lyrics

If you have missed attending a live music concert of your favourite artists, and wondered what would be the difference between a studio and live recording, then Jahan-E-Khusrau (The Realm Of The Heart – Live) is the CD for you. It is set of 2 CDs recorded live at the Jahan-E-Khusrau festival held in Delhi. Manzoor Hussain, Karan Hussain, and Nazir Khan were the artists on the stage.

Album: Jahan-E-Khusrau (The Realm Of The Heart – Live)

Song: Jo Jalwa Gahe Yar Hai


Lyrics

Jo jalwa gahe yar hai -2, woh dil yahee toh hai
Jo jalwa gahe yar hai, woh dil yahee toh hai
Ham jis jagah hai husn kee -2, manjil yahee toh hai
Jo jalwa gahe yar hai

Khud ko na dekhana hai tujhe dekhane kee shart – (2)
Jo darmiya hijab hai -2 hayal yahee toh hai
Jo jalwa gahe yar hai, woh dil yahee toh hai
Jo jalwa gahe yar hai

Har jara dil fareb hai -2, har jalwa janawaj
Har jara dil fareb hai, har jalwa janawaj
Har gam pe gumah hai -2, ke manjil yahee toh hai
Jo jalwa gahe yar hai, woh dil yahee toh hai

Halakee see ek mauje tabssum me bah gaya – (2)
Jo bahere bekanar tha -2, woh dil yahee toh hai
Jo jalwa gahe yar hai

Abb har adaye husn pe hota hai yeh gumah – (2)
Jo lut le gaya hai -2, meraa dil yahee toh hai
Jo jalwa gahe yar hai, woh dil yahee toh hai
Jo jalwa gahe yar hai

Dil mujhse keh raha hai tere dil kee bat bhee – (2)
Aayina aayine ke -2, mukabil yahee toh hai
Jo jalwa gahe yar hai, woh dil yahee toh hai

Dono jahan ko teree muhabbat me bhulana – (2)
Ik bat yad rakhane ke -2, kabil yahee toh hai
Jo jalwa gahe yar hai, woh dil yahee toh hai
Jo jalwa gahe yar hai

Ai dosto jaheen ko pehchanata hu mai – (2)
Sabse alag jo sab me hai -2, shamil yahee toh hai
Jo jalwa gahe yar hai, woh dil yahee toh hai – (2)
Ham jis jagah hai husn kee manjil yahee toh hai
Jo jalwa gahe yar hai – (3)