Jai Lakshami Maata – Jai Lakshami Maata – Aarti Song Lyrics

Jai Lakshmi Maata is the most popular song that is sung during the Aarti ceremony of Lakshmi Puja. The bhajan is originally sung by Anuradha Paudwal and was released for the first time in 1960.

Album: Jai Lakshami Maata

Song: Jai Lakshami Maata – Aarti


Lyrics

Jai lakshmi mata maiya jai lakshmi mata
Tumko nishdin sevat har vishnu vidhata
Om jai lakshmi mata

Uma rama bharmani tumhi jag mata
Surya chandrama dhyavat nard rishi gata
Om jai lakshmi mata

Durga roop niranjani sukh sampati data
Jo koi tum ko dhayata riddhi siddhi pata
Om jai lakshmi mata

Tum patal nivasini tumhi shubh data
Karam prabhav prakashini bhav nidhi ki trata
Om jai lakshmi mata

Jis ghar mai tum rehti sub sadgun aata
Sab sambhav ho jata mann nahi ghabrata
Om jai lakshmi mata

Tum bin yagya na hove vastra no koi pata
Khan pan ka vaibhav sab tumse pata
Om jai lakshmi mata

Shubhgun mandir sundar shirodadhi jata
Ratan chaturdhsh tum bin koi nahi pata
Om jai lakshmi mata

Mahalakshmi ji ki aarti jo koi nar gata
Urr anand samata pap utar jata
Om jai lakshmi mata

Sithir char jagat bachaye shubh karam nar lata
Ram pratap maiya ki shubh drushti chahta
Om jai lakshmi mata