Jal – Boondh (A Drop of Jal) – Kya Se Kya Bana Diya Song Lyrics

Jal is a rock band based in Lahore, Pakistan. The band tasted success with its first music album “Aadat” released in 2003. Boondh is the third album that was launched in 2007. The CD has 12 songs. The trio – Goher Mumtaz, Atif Aslam, and Omer Nadeem are back in their best once again.

Album: Jal – Boondh (A Drop of Jal)

Song: Kya Se Kya Bana Diya


Lyrics

Kya se kya bana diya ehsaas?? hai woh
Farishta tha main shaitaan bana diya

Ik khwaaish meri bhi toh, ghum saare le lo khushi abb mujhe do
Teri kabhi na maine maani, in naimaton ki kadar na jaani
Maanake chalane waale bahot the, phir kyun insaan bana diya
?? ?? kaaynaat kyun yeh jahaan bana diya

Har baar socha ki kar jaayunga, socha nahin tha ki mar jaayunga
Aakhiri saans tak ladta raha main, jaane yeh kya karta raha main
Abb jab kuchh bhi nahin raha hai, mujhko kyun usaka ghum huwa hai
Izzat yeh soharat yeh paisa mera, sab kuchh iss duniya mein hi toh raha hai

Kya se kya bana diya ehsaas?? hai woh
Farishta tha main shaitaan bana diya