Jal – Boondh (A Drop of Jal) – Morey Morey Piya Song Lyrics

Jal is a rock band based in Lahore, Pakistan. The band tasted success with its first music album “Aadat” released in 2003. Boondh is the third album that was launched in 2007. The CD has 12 songs. The trio – Goher Mumtaz, Atif Aslam, and Omer Nadeem are back in their best once again.

Album: Jal – Boondh (A Drop of Jal)

Song: Morey Morey Piya


Lyrics

Din wohi raatein wohi par main woh na raha
Tanha inn shaamo mein koi bhi apana na tha
Chanda aur taarein bhi bole ki yeh kya huwa
Haan main wohi tum wohi sama yeh woh na raha
Morey piya tu na samajha, main iss duniya ka na tha

Khoya dil khoyi ?? dhundoo main kya
Auron se shikwa par apano ne bhi kya kiya
Nahin iss duniya mein koi jo apana laga
Jamaane ki dhoop ne hi mujhko ruswa kiya
Morey piya tu na samajha, main iss duniya ka na tha
Rishtein sabhi ban jaate hain, tutne ke liye ek lamha
Morey morey piya, kaise kaise jiyaan

Rishtein sabhi ban jaate hain tutne ke liye ek lamha
Morey morey piya, kaise kaise jiyaan (morey piya)……….