Jal – Boondh (A Drop of Jal) – Yeh Mera Pakistan Song Lyrics

Jal is a rock band based in Lahore, Pakistan. The band tasted success with its first music album “Aadat” released in 2003. Boondh is the third album that was launched in 2007. The CD has 12 songs. The trio – Goher Mumtaz, Atif Aslam, and Omer Nadeem are back in their best once again.

Album: Jal – Boondh (A Drop of Jal)

Song: Yeh Mera Pakistan


Lyrics

(Yuun hi hasate gaate rahein
Yuun hi geet sunaate rahein
Baaji har ek lagaate rahein
Khushiyaan hum nibhaate rahein) – 2
Par khelna tum iss ajam se
Le jaayenge baaji kasam se
Tumhi jitoge yeh maidaan, choo loge tum aasmaan
Jazba rakhana hai rawaan, aage badhana hai jawaan
Yeh tera pakistan, yeh mera pakistan – 2

(Jaau jis des bhi main kabhi, yaad aaye hai mujhko teri
Kuchh aisi hai shaan teri, jo dekhi kabhi na kahin) – 2
Toh maan lo tu rehna yahin hain
Apano se bichhdana nahin hai
Tumhi jitoge yeh maidaan, choo loge tum aasmaan
Jazba rakhana hai rawaan, aage badhana hai jawaan
Yeh tera pakistan, yeh mera pakistan – 2

Gar aaye mushkil kabhi bhi, duwaan karein milke sabhi
Jo deta hai jeet tumhe, karna usika aitbaar
Girke uthana hai mere yaar
Nanna nanna na na na……….
Yeh tera pakistan, yeh mera pakistan – 2