Jannat 2 – Rab Ka Shukrana Song Lyrics

Rab Ka Shukrana Lyrics from Jannat 2 starring Emraan Hashmi, Esha Gupta, Randeep Hooda: This song from Jannat 2 is sung by Mohit Chauhan, composed by Pritam while lyrics are written by Sanjay Masoom.


Tu hai ab jo baahon mein, Qarar hai
Rab Ka Shukrana
Saanson mein hai nasha, Khumar hai
Rab Ka Shukrana
Tu hi ab mera deen hai, imaan hai
Rab Ka Shukrana
Mera kalma hai tu, Azaan hai
Rab Ka Shukrana
Rab Ka… …ShukranaTu mila toh sab mila
Ab kisi se kya gila
Tujhme simtu, aa main bikhru
Teri baahon mein….
Tu mila toh sab mila
Ab kisi se kya gila…
Tujhme simtu, aa main bikhru
Teri baahon mein fanaa ho jaaun mainTu hi ab duniya meri, Jahaan hai
Rab Ka Shukrana
Khabon ki khayalon ki udaan hai
Rab Ka ShukranaTu hi ab mera deen hai, imaan hai
Rab Ka Shukrana
Mera kalma hai tu, Azaan hai
Rab Ka ShukranaSab se ho jaaun pare jo ishara tu kare
Abb toh rehna hai tujhi mein
Gumshuda hoon main
Sab se ho jaaun pare jo ishara tu kare
Abb toh rehna hai tujhi mein
Gumshuda hoon main
Ho teri baahon mein….Jazbo ka toh naya bayaan hai
Rab Ka Shukrana
Naya rutba nayi shaan hai
Rab Ka ShukranaTu hi ab mera deen hai, imaan hai
Rab Ka Shukrana
Mera kalma hai tu, Azaan hai tu
Rab Ka ShukranaRab Ka…
Rab Ka…
Rab Ka… Shukrana


Singer: Mohit Chauhan

Lyricist: Sanjay Mishra

Music: Pritam