Jazbaa – Jaane Tere Shehar Song Lyrics

Jaane Tere Shehar Lyrics from Jazbaa featuring Irrfan Khna and Aishwarya Rai, the song is sung by Vipin Anneja and has music and lyrics by Arko.


Jaane tere shehar ka kya iraada hai
Aasmaan kam, parindey zyada hain
O.. jaane tere shehar ka kya irada hai Khushi ka hissa
Gham ka hissa
Ghoont ka hissa
Dum ka hissa
Zakhm aur marham ka hissa
Dil-farosi ka ye qissa Jaane tera ishq bhi
Kya tamasha hai
Raat ko mulzim
Din mein Khuda saa hai Jaane tere shehar ka kya iraada hai Jaane hum pe kaun si aisi tohmat hai
Samajh na paayein aib hai yaa ye aadat hai
Malmal mein lipte hain
Phir bhi bikhre hain
Bas ye jaam humara hai, hum iske hain Yun toh mera dard hi ik dawa saa hai
Yun toh mera dard hi ik dawa saa hai
Har ghadi zinda.. har din naya saa hai Jaane tere shehar ka kya iraada hai Dialogues from video promo:
– Iss Mess mein kaise rehte ho?
– Main kahaan rehta hoon yahaan
Yahaan intezaar rehta hai – Sir?
– Haan ji ?
– Customer.
– Arey customer to roz aate hain
Aaj ummeed aayi hai. – Kya sir, jaane diya aapne
– Abey mohabbat hai isi liye to jaane diya
Zidd hoti toh baahon mein hoti.


Singer: Vipin Anneja

Lyricist: Arko

Music: Arko