Jigariyaa – Arziyaan Song Lyrics

Arziyaan Lyrics from Jigariyaa: The song is sung by Vikrant Bhartiya and Aishwarya Majmudar, composed by Raj-Prakash with lyrics written by Faraaz Ahmad and it features Harshvardhan Deo and Cherry Mardia.


Aa…Mill jaao tum mill jaaye duniya
Aur na kuch chaahun main
Tu hi toh sab kuch mera
Aur na kuch jaanu mainDil ki sadaa..
Sunle zara bekhabar
Sajde dil tujhe karta hai salamiyaanArziyaan, arziyaan..
Sunle dil ki arziyaan (x4)Meri sab raahein hai tu
Chaahe jo bhi main chunu
Mere sang sang bas chale tu
Jo bhi sapne main bunoo.. (x2)Pyaar tera hai bekhabar, besabar
Sajde dil tujhe karta hai salamiyaanArziyaan, arziyan..
Sunle dil ki arziyaan (x4)Tera hi ab ho gaya main
Hoke tumse roobaroo
Main nahin hoon mere khud mein
Tu hi tu hai chaar su.. (x2)
(chaar su: chaaro disha)
Dil ka mere tere bina na basar
Sajde dil tujhe karta hai salamiyaanArziyaan, arziyaan..
Sun le dil ki arziyaan (x4)Mill jaao tum mill jaaye duniya
Aur na kuchh chaahun main
Tu hi tu sab kuch mera
Aur na kuchh jaanu main
Dil ki sadaa..
Sunle zaraa bekhabar
Sajde dil tujhe karta hai salamiyaanArziyaan, arziyaan..
Sunle dil ki arziyaan (x4)


Singer: Vikrant Bhartiya, Aishwarya Majmudar

Lyricist: Faraaz Ahmad

Music: Raj-Prakash