Jigariyaa – Mora Rangddar Saiyyaan Song Lyrics

Mora Rangdar Saiyan from Jigariyaa: An another nice song from Jiariyaa composed by Agnel Roman & Faizan Hussain, The song is sung by Roopkumar Rathod & Prajakta Shukre.


Haaye mora rangdaar saiyyaan
Mora dildaar saiyyaan
Mora pehla pyaar saiyaan
Tu hai.. haan tu hai
Tora leke haath saiyaan
Aayi iss paar saiyaan
Jahaan tuhi tu hai saiyyan tu hai
Haan tu haiOo.. saiyaan humri bhi hogi ik duniya
O saiyan humri bhi hogi ik duniya
Chaahe kuch bhi jaaye jaayegi ye paar naiyyaHoye poora hua sapna humra
Chhota saa ghar ab humra
Aur more saath saiyaan tu hai, haan tu haiRahegi na doori koi, honge saath saath re
Pyaar ki ye chaadar piya odhe saari raat re
Piyaa… re (tananum tananum..) piyaa re..Haaye rahegi na doori koi honge saath saath re
Pyaar ki ye chaadar piya odhe saari raat re
Oo.. baahon me leke tohe sab se chhupaaunga
Jaisa tune socha hai jahaan woh banaaunga
Chaahe kuch bhi ho jaaye
Chhodunaga naa tori baiyyaanMora rangddar saiyyaan
Mora dildaar saiyyaan
Mora pehla pyaar saiyyaan
Tu hai.. haan tu hai..Haaye.. bheegi bheegi saansein mori
Piya tohre pyaar mein
Naino se chhu le mohe jiya beqaraar ve
Jiyaa…
Oo.. jiyaa beqaraar
Bheegi bheegi saansein mori
Piya tohre pyaar mein
Naino se chhu le mohe jiya beqaraar vePyaar ki mehndi tohe sajni lagaunga
Preet ka kangna tohe haan main pehnaunga
Chaahe kuch bhi ho jaaye
Rahunga main tohra saiyaanPoora hua sapna humra
Chhota saa ghar ab humra
Aur more saath saiyaan
Tu hai.. (tu hai..)
Haan tu hai (tu hai..)Haan mora rangddar saiyyaan
Mora dildaar saiyyaan
Mora pehla pyaar saiyyaan
Tu hai.. (tu hai..)
Haan tu hai (tu hai..)Tora leke haath saiyaan
Aayi iss paar saiyaan
Jahaan tuhi tu hai saiyyan
Tu hai (tu hai..)
Haan tu hai..
Haan tu hai..
Haan tu hai..


Singer: Roopkumar Rathod, Prajakta Shukre

Lyricist: Arun Kumar

Music: Agnel Roman, Faizan Hussain