Jodi No.1 – Teri Bindiya Song Lyrics

Music By : Himesh Reshammiya, Anand Raj Anand
Singers : Abhijeet, Sunidhi Chauhan
Male : (Teri bindiya udake le gayee meri nindiya) x 3
Male : Main jaag raha hoon so gaya sara india

Female : Meri bindiya udake le gayee teri nindiya

Oh meri bindiya udake le gayee teri nindiya

Tu jaag raha hai so gaya sara india
Male : Teri bindiya udake le gayee meri nindiya

Female : Meri bindiya udake le gayee teri nindiya
Male : Meri jaan kisi ki jaan ko jaate dekha hai

Main jaan luta doonga tujhpe yeh socha hai

Meri jaan kisi ki jaan ko jaate dekha hai

Main jaan luta doonga tujhpe yeh socha hai

Female : Tu ek lootera hai dil tune loota hai

Main kya janu tu sachcha hai ke jootha hai

Male : Tune karliya kaabu jaadoo muhjpe kiya kiya

Tune karliya kaabu jaadoo muhjpe kiya kiya
Male : Main jaag raha hoon so gaya sara india

Female : Oye oye oye meri bindiya udake le gayee teri nindiya

Meri bindiya udake le gayee teri nindiya
Male : Maine jab se diya hai jaaneman yeh dil tujhko

Mujhe teri kasam chain nahin ek pal mujhko
Male : Maine jab se diya hai jaaneman yeh dil tujhko

Mujhe teri kasam hai chain nahin ek pal mujhko
Female : Haalat meri bhi kuch kuch teri jaisi hai

Bechain bada karti hai mohabbat kaisi hai
Male : Ab kya darna jab pyar kiya to kiya kiya

Ab kya darna jab pyar kiya to kiya kiya

Main jaag raha hoon so gaya sara india

Teri bindiya udake le gayee meri nindiya

Female : Meri bindiya udake le gayee teri nindiya