K.G.F. Chapter 1 – Gali Gali Song Lyrics
Album: K.G.F. Chapter 1
Song: Gali Gali
Lyrics
Meinu tere liye chhoda hain jamana tera
Zara tera erada toh batta
Aise nazarein toh mujhse chuurana
Zara tera erada toh batta
Chhya hain mujh pe tera hi nasha
Kambakhat dil yeh kahan ja fassa
Mein teri diwaani tu mera deewana
Samajhlein nazar ka ishara…
Gali galimein firata hain
Tu kyun banke banjaara
Aa mere dil mein bas ja
Mere aashqui awaara
Tera kasoor hain na mera kasoor
Dono ke dono pass hoke bhi door
Tere wajah se mein toh soyi nahi
Meri wajah se tubhi jaaga jaroor
Meri mohabbat se bach na sakega
Samajh jaaneman yeh eshara
Gali galimein firata hain
Tu kyun banke banjaara
Hain aa mere dil mein bas ja
Mere aashqui awaara