Kaabil – Haseeno Ka Deewana Song Lyrics

Singers : Raftaar and Payal Dev
Music by : Rajesh Roshan
Female : Kisi ko mera shauq hai

Kisi ko mera hai nasha

Jawaani kehte hain mujhe

Hai mere aashiq har jagah
Female : Kisi ko meri hasratein

Kisi ki main hoon dilruba

Mujhe paane ke vaaste maange duaa
Female : {Sara zamana… haseeno ka deewana

Zamana kahe phir kyun

Bura hai dil lagana} (2)
Female : Saara zamaana…
Male : Raa ladki ekdam right hai

Ladki dynamite hai

Ladki ke chakkar mein

Daily gali gali mein fight hai
Male : Thoda humein do time yaara

Love nahi hai crime yaara

Har din mujhko better lage

Tu ladki hai ya wine
Male : Arey janta ko jawaab do

Kab padogi pyaar mein

Saari duniya lagi huyi hai

Hum bhi hain kataar mein
Male : {Saara zamana

Haseeno ka deewana} (3)
Female : Saara zamaana…
Female : {Ye kaun keh raha hai

Tu aaj pyaar kar le

Jo kabhi bhi khatm

Woh aitbaar karle} (2)
Female : Kisi ko mera shauq hai

Kisi ko mera hai nasha

Jawaani kehte hain mujhe

Hai mere aashiq har jagah
Female : Kisi ko meri hasratein

Kisi ki main hoon dilruba

Mujhe paane ke vaaste maange duaa
Female : Saara zamana… haseeno ka deewana

Zamana kahe phir kyun

Bura hai dil lagana
Female : Saara zamana..