Kaabil – Haseeno Ka Deewana Song Lyrics

Haseeno Ka Deewana Lyrics: 1980’s classic song is recreated by Gourov-Roshin for the Hrithik Roshan & Yami Gautam starrer Kaabil. The Kaabil item song is picturised on Urvashi Rautela and she sizzles in it. The song is sung by Payal Dev and Raftaar.

The original song “Sara Zamana” is from Amitabh Bachchan starrer Yaarana (1981) which was composed by Rajesh Roshan and sung by Kishore Kumar while lyrics were penned by Anjaan.


Kisi ko mera shauq hai
Kisi ko mera hai nasha
Jawaani kehte hain mujhe
Hai mere aashiq har jagahKisi ko meri hasratein
Kisi ki main hoon dilruba
Mujhe paane ke vaaste maange duaaSara zamana… haseeno ka deewana
Zamana kahe phir kyun
Bura hai dil lagana (x2)Saara zamaana…(Raftaar)
RAA! Ladki ekdam right hai
Ladki dynamite hai
Ladki ke chakkar mein
Daily gali gali mein fight haiThoda humein do time yaara
Love nahi hai crime yaara
Har din mujhko better lage
Tu ladki hai ya wineArey janta ko jawaab do
Kab padogi pyaar mein?
Saari duniya lagi huyi hai
Hum bhi hain kataar meinSaara zamana
Haseeno ka deewana (x3)Saara zamaana…Ye kaun keh raha hai
Tu aaj pyaar kar le
Jo kabhi bhi khatm
Woh aitbaar karle (x2)Kisi ko mera shauq hai
Kisi ko mera hai nasha
Jawaani kehte hain mujhe
Hai mere aashiq har jagahKisi ko meri hasratein
Kisi ki main hoon dilruba
Mujhe paane ke vaaste maange duaaSaara zamana… haseeno ka deewana
Zamana kahe phir kyun
Bura hai dil laganaSaara zamana..


Singer: Kishore Kumar

Lyricist: Anjaan, Kumaar

Music: Gourov-Roshin, Rajesh Roshan