Kaafiron Ki Namaaz – Bajao Zor Se Taali Song Lyrics

Bajao Zor Se Taali: Here comes an another superbly written song from Kaafiron ki Namaaz. The lyrics are penned by Ram Ramesh Sharma who is just outstanding as a lyricist. I think his style of writing has some resemblance to Gulzar’s style, Which sure is a great thing.


Dil waale bose udaao
Maddham si hansi girao
Buth kyon bane pade ho
Rindh sa mahek jaao
Kaath mein gaad do killi
Maachis par ghis do tilli
Yun toh pheeki thi hawa
Maine kaifi kar daali
Paunch ghaflat ki laali
Bajao zor se taaliGham ko de dena gaali
Bajaao zor se taali
Taali ke baad taali
Bajaao zor se taaliHai saat makaan sargam ke
Inme rehte sufi hain
Mere yaar hai, dildaar hain
Rooh ki tafri, zam-zam ki gaar haiHar dhun ko ishqe waali phasle baati hain
Hothon se sehla-sehla
Nazini ki baaliya kaati haiHaan bulla ke harfo par marne waali bawli matwali
Bajao zor se taali
Haan, Shehad ki shehar waali
Bajao zor se taali
Taali ke baad taali
Bajao zor se taaliSoch khud ka hunar dil se nikalti yeh daad hai
Soch khud ka hunar dil se nikalti yeh daad hai
Yeh qawalli wali baat hai
Purani dilli ki baraat haiGila nahi jo mila nahi kaaba tarif ka dikha nahi
Gila nahi jo mila nahi kaaba tarif ka dikha nahi
Bul-bul tha maajhi mera kaala majhi
Nahin ban paaya main phir se haajiBula lo khuda, bula lo qaazi
Nikaah ke liye khudai ko kar lunga main raazi
Main mehfil ka mawaali
Bajao zor se taaliPaunchh ghaflat ki laali
Bajaao zor se taali
Haan Taali ke baad taali
Bajao zor se taali


Singer: Sukhwinder Singh

Lyricist: Ram Ramesh Sharma

Music: Advait Nemlekar