Kaamchor – Tum Mere Swami Main Tumhari Daasi Song Lyrics

This Bollywood movie released in the year 1982 and was directed by Mr K. Vishwanath. The production was done by Mr Rakesh Roshan who also acted as the lead hero in the film. The film also starred Jaya Prada, Sujit Kumar, Tanuja, Suresh Oberoi, Bhagwan Dada and Shreeram Lagoo in pivotal roles. The music composition of the film is done by Mr Rajesh Roshan. The film was a hit at the box office.

Album: Kaamchor

Song: Tum Mere Swami Main Tumhari Daasi


Lyrics

(Tum mere swami main tumhari daasi, tum bin reh sakungi piya
Ghar ki pooja karungi piya, ghar ko mandir kahungi piya) – (2)

Duniya ka dastur puraana, mausam sang badale jamana – (2)
Hum tum na badalenge badale jag sara, waada raha yeh hamara tumhara
Tum mere swami main tumhari daasi, tum bin reh sakungi piya
Ghar ki pooja karungi piya, ghar ko mandir kahungi piya

Hairaan hoon main aur paresha, kitani ho sundar meri ja – (2)
Yuhi pyar ki tujhpe chhaya karunga, suraj kiran ko bhi chhune na dunga
Tu preet meri main preet tera, sang sang rahenge hum yuhi sada
Ghar ki pooja karungi piya, ghar ko mandir kahungi piya

Mere sajan ka yeh aangan, tulasi ke jitna hai pawan – (2)
Jalati rahe yeh jyot aarati ki, barasat hoti rahe yu khushi ki
Tum mere swami main tumhari daasi, tum bin reh sakungi piya
Ghar ki pooja karungi piya, ghar ko mandir kahungi piya