Kaamchor – Tum Se Badhakar Duniya Mein Song Lyrics

This Bollywood movie released in the year 1982 and was directed by Mr K. Vishwanath. The production was done by Mr Rakesh Roshan who also acted as the lead hero in the film. The film also starred Jaya Prada, Sujit Kumar, Tanuja, Suresh Oberoi, Bhagwan Dada and Shreeram Lagoo in pivotal roles. The music composition of the film is done by Mr Rajesh Roshan. The film was a hit at the box office.

Album: Kaamchor

Song: Tum Se Badhakar Duniya Mein


Lyrics

(Tum se badhakar duniya mein -2 naa dekha koyi aur
Jubaan par aaj dil ki baat aa gayi) – (2)

Kya khub aankhe hain teri, in mein jindagani hain meri – (2)
Jee lenge hum dekh dekh ke inako, kya khub aankhe hain teri
Too hee too khwaabon mein -2 hain naa duja koyi aur
Jubaan par aaj dil ki baat aa gayi
Tum se badhakar duniya mein naa dekha koyi aur
Jubaan par aaj dil ki baat aa gayi

Sundarata tune wo payi, nazan hain tumpe khudayi
Naj nahi apane par phiir bhi tujhko, sundarata tune wo payi
Dil kaa hasin tere jaisa -2 naa dekha koyi aur
Jubaan par aaj dil ki baat aa gayi
Tum se badhakar duniya mein naa dekha koyi aur
Jubaan par aaj dil ki baat aa gayi

Baato mein teri ik ada hai, teri ada mein wafa hai
Phir bhi tujhse milane ko jee chaahe, baato mein teri ik ada hai
Dil mein itaaa pyar liye -2 naa aaya koyi aur
Jubaan par aaj dil ki baat aa gayi
Tum se badhakar duniya mein naa dekha koyi aur
Jubaan par aaj dil ki baat aa gayi