Kaanchi – Hindustan Kahan Hai Song Lyrics

Subhash Ghai’s ‘Kaanchi’ is all about a girl from the hilly regions of India who fights against the corrupted system prevailing in the country and also stands for the right of the youth. ‘Kaanchi’ is the symbol of youth and women empowerment from the eyes of the showman Subhash Ghai.

Album: Kaanchi

Song: Hindustan Kahan Hai


Lyrics

Jai hey jai jai jai
Jai hey jai hey

Itna bada jahaan hai
Chalo dhoondh laayein usko
Jai hey

(Itna bada jahaan hai
Chalo dhoondh laayein usko
Saare jahaan se achcha
Woh hindustan kahan hai jai hey) – (2)
Jai hey jai hey

Aazad hoke pehle aaya to tha idhar hi
Raaste mein kho gaya ya woh gaya bikhar hi
Jai hey jai hey

Aazad hoke pehle aaya to tha idhar hi
Raaste mein kho gaya ya woh gaya bikhar hi
Pehle kahaan daya thi daya thi
Pehle kahaan dharam tha dharam tha
Sunte the woh wahaan hai jai hey

Itna bada jahaan hai
Chalo dhoondh laayein usko
Saare jahaan se achcha
Woh hindustan kahaan hai jai hey
Jai hey jai hey jai hey

Koi geet bhi tha uska mujhe yaad aa raha hai
Bina jaane jiska matlab har neta gaa raha hai
Jai hey
Unhein keh do gaayenge hum
Gaayenge hum jai hey
Hamein geet woh hai aata – 2
Jab jan gan man jan gan man
Jab jan gan banega naayak
Khud apna bhagya vidhata jai hey
(Punjab sindh gujarat maratha jai hey
Mein sindh ki kami kaheen hai) – (2)
Aazadi ke samay se yun to
Uski bhi la yahin kahin hai jai hey

(Itna bada jahaan hai
Chalo dhoondh laayein usko) – (2)
Saare jahaan se achcha
Woh hindustan kahan hai
Jai hey jai hey

Itna bada jahaan hai
Chalo dhoondh laayein usko
Saare jahaan se achcha
Woh hindustan kahan hai jai hey
Jai hey jai hey

Saare jahaan se achcha jai hey
Hindustan kahaan hai
Saare jahaan se achcha
Hindustan kahan hai