Kabir Singh – Bekhayali Song Lyrics

Singers : Arijit Singh
Music By : Sachet-Parampara
Male : Bekhayali Mein Bhi

Tera Hi Khayal Aaye

Kyun Bichadna Hai Zaruri

Ye Sawal Aaye
Male : Teri Nazdeekiyo

Ki Khushi Behisab Thi

Hisse Mein Faasle

Bhi Tere Bemisal Aaye
Male : Main Jo Tumse Door Hu

Kyun Door Main Rahu

Tera Gurur Hu Uun

Aa Tu Faasla Mita

Tu Khaawb Sa Mila

Kyun Khaawb Tod Du
Male : Bekhayali Mein Bhi

Tera Hi Khayal Aaye

Kyun Bichadna Hai Zaruri

Ye Sawal Aaye
Male : Thoda Sa Main Kafa Ho Gaya

Apne Aap Se

Thoda Sa Tujhpe Bhi

Bewajah Hi Malaal Aaye
Male : Hai Ye Tadpan Hai Ye Uljhan

Kaise Jee Lu Bina Tere

Mere Ab Sabse Hai Ann-Ban

Bante Kyun Ye Khuda Mere Ulll
Male : Ye Jo Log-Baag Hai

Jungle Ki Aag Hai

Kyun Aag Mein Jalu

Ye Nakaam Pyar Mein

Khush Hain Haar Mein

Inn Jaisa Kyun Banu
Male : Raatein Dengi Bata

Neendo Mein Teri Hi Baat Hai

Bhoolun Kaise Tujhe

Tu Toh Khayalo Mein Sath Hai
Male : Bekhayali Mein Bhi

Tera Hi Khayal Aaye

Kyun Bichadna Hai Zaruri

Ye Sawal Aaye
Male : Nazar Ke Aage, Har Ek Manjar

Ret Ki Tarha Bikhar Raha Hai

Dard Tumhara Badan Mein Mere

Zehar Ki Tarah Utar Raha Hai
Male : Nazar Ke Aage, Har Ek Manjar

Ret Ki Tarha Bikhar Raha Hai

Dard Tumhara Badan Mein Mere

Zehar Ki Tarah Utar Raha Hai
Male : Aa Zamaane Aazma Le Ruthta Nahi

Faaslo Se Hausla Ye Tutt’ta Nahi

Na Hai Wo Bewafa Aur Na Main Hu Bewafa

Wo Meri Aadaton Ki Tarah Chhutata Nahi