Kabir Singh – Ye Aaina Song Lyrics

Album: Kabir Singh

Song: Ye Aaina


Lyrics

Yeh aaina hain ya tu hain
Jo roj mujhko sawarein
Itana lage sochane kyun
Mein aaj kal tere baare
Tujhe khamoshiyonki
Lafzo ki mein toh leher hoon
Ehsaas ki hain toh duniya
Chota sa mein ek shehar hoon

Yeh aaina hain ya tu hain
Jo roj mujhko sawarein

Khud se hain ager tu bhekhabar bekhabar
Rakh loon mein tera khayal kya
Chup ke chup ke tu nazarmein hain utar
Sapno mein loon main sawal kya – 2

Mein daud ke pass aaun
Toh nind mein ho pukaare
Mein reth hoon tu hian dariyaan
Baithi hoon tere kinaare

Ye aaina hain ya tu hain
Jo roz mujhko sawarein

Tanha hain ager tera safar humsafar
Tanhaai ka mein jawab hoon
Hoga mera bhis asar
Padh le mein teri kitaab hoon – 2
Swine pe mujhko sajake
Jo raat saare guzaarein
Toh mein sawarese kehdoon
Mere shehar tu na aare
Yeh aaina hain ya tu hain
Jo roz mujhko sawarein