Kahaani – Aami shotti bolchi Song Lyrics

Aami shotti bolchi from Kahaani featuring Vidya Balan: This latest song from Vidya Balan starrer Kahaani. This Bengali lingual song is sung by most powerful female voice of India the Usha Uthup. Composition is by the duo of Vishal-Shekhar.


Dil ka bazaar hai, thoda bizzare hai
Kolkata khwaishon armaano ka achaar hai
Jitne bhi door jaao, Dil se na far hai
Kolkata dekho toh baaqi duniya bekaar hai
Strong hai powerful hai phir bhi lachar hai
Bilkul naya hai
Phir bhi Beete kal mein ye raftaar hai
Aami shotti bolchi….
Aami shotti bolchi….
Shotti shotti shotti shotti shotti bolchi
Aami shotti bolchi….
Aami shotti bolchi….
Yeah yeah yeah..!
Aami shotti bolchiKolkata you sexy…!Laakhon sawaal aur ek do jawaab hai
Duniya ka sabse behtareen Kathi Kabab hai
{Kathi Kabab: A non-veg dish}
Padhna jaano toh Kolkata hi woh kitaab hai
Jis mein har paap ka likha hisaab hai
Likha hisaab hai!Dil ka bazaar hai, thoda bizzare hai
Kolkata khwaishon armaano ka achaar hai
Aami shotti bolchi…
Aami shotti bolchi…
Shotti shotti shotti shotti shotti bolchi
Aami shotti bolchi….
Aami shotti bolchi….
Yeah yeah yeah..!
Aami shotti bolchiChhote se chhote ho koi yahaan
Phir bhi dil hai bada
Khara bhi khota bhi
Har type ka bondhu milega yahaan
Yeh buddhimaan hai aur ghanchakkar gol hai
Aisa shehar hai jiska double role hai
Chalte rehta hai phir bhi jaata kahin nahin
Udi baba kuch toh serious gondogol hai
Gondogol hai
Aami shotti bolchi…
Aami shotti bolchi…
Shotti shotti shotti shotti shotti bolchi
Aami shotti bolchi….
Aami shotti bolchi….
Yeah yeah yeah..!
Aami shotti bolchiDil ka bazaar hai, thoda bizzare hai
Kolkata khwaishon armaano ka achaar hai
Jitne bhi door jaao, dil se na far hai
Kolkata dekho toh baaqi duniya bekaar hai
Strong hai powerful hai phir bhi lachar hai
Bilkul naya hai phir bhi
Beete kal mein ye raftaar hai
Aami shotti bolchi…
Aami shotti bolchi…
Shotti shotti shotti shotti shotti bolchi
Aami shotti bollchi….
Aami shotti bolchi….
Yeah yeah yeah..!
Aami shotti bolchi


Singer: Usha Uthup

Lyricist: Vishal Dadlani

Music: Vishal-Shekhar