Kal Aaj Aur Kal – Aap Yaha Aaye Kisliye Song Lyrics

This Bollywood movie released in the year 1971 and was directed by Mr Randhir Kapoor and produced by Mr Raj Kapoor. The interesting element of the film is the projection of three generations from the Kapoor clan; Prithiviraj Kapoor, Raj Kapoor and Randhir Kapoor along with Randhir’s real life wife, Babita. The music composition of the film is done by Shankar Jaikishen.

Album: Kal Aaj Aur Kal

Song: Aap Yaha Aaye Kisliye


Lyrics

A: aap yahaan aaye kisliye?
K: aapne bulaayaa isliye
A: aaye hain to kaam bhi bataaiye
K: haa.n haan pahle zaraa aap muskuraaiye
A: muskuraane ki na koi baat hai
K: aji dekhiye to kyaa haseen raat hai
A: oh kaam to bataaiye bataaiye
K: na na na pahle zaraa aap muskuraaiye
A: aap yahaan aaye kisliye??

K: tere binaa haay a: kyaa?
K: neend nahin aati hai a: achchhaa?
K: yaad teri aakar a: aahaa
K: roz tadpaati hai a: sachmuch?
K: apnaa banaalo a: a?
K: haath zaraa thaam lo a: vaah vaah vaah
K: baar baar dekho na a: kyaa?
K: dil se hi kaam lo a: arrey baabaa kaam to bataaiye
K: kaam seedhaa saadhaa hai a: achchhaa?
K: aji lenaa ek vaadaa hai a: kyaa?
K: aajaa aajaa shaadi kaa iraadaa hai, shaadi kaa iraadaa hai
A: shaadi? aur tumse?
K: haan haan! shaadi kaa iraadaa hai
A: shaadi? na baabaa na k: magar kyon??
A: shaadi to barbaadi hai k: kyaa kahti ho?
A: nahin jaati hai aazaadi hai
K: nahin nahin monaa! suno to..
A: taa taa, bye bye..
K: oh ho aap yahaan aaye kisliye
Aap ne bulaayaa isliye
Aaye hain to kaam bhi bataaiye
Pahle zaraa aap muskuraaiye