Kala Patthar – Baahon Mein Teri Masti Ke Ghere Song Lyrics

This Bollywood movie released in the year 1979 and was an action flick directed and produced by Mr Yash Chopra. The film stars Amitabh Bachchan, Shashi Kapoor, Rakhee, Neetu Singh, Shatrughan Sinha, Parikshit Sahni and Parveen Babi in pivotal roles. The music for the film is composed by Mr Rajesh Roshan.

Album: Kala Patthar

Song: Baahon Mein Teri Masti Ke Ghere

Lyrics

Baahon mein teri masti ke ghere
Saanson mein teri khushbu ke dere
Baahon mein teri masti ke ghere masti ke ghere
Saanson mein teri khushbu ke dere khushbu ke dere
Masti ke gheron mein khushnu ke deron mein
Hum khoye jaate hain

Khwaabon mein jisko tanha jawani
Barson se takti thi tu wohi hain
Chhune se jiske seene mein mere
Lau jaag sakti thi tu wohi hain
Kutch khwaab mere kutch khwaab tere
Yu milte jaate hain dil khilte jaate hain
Lab gungunate hain
Saanson mein teri khushbu ke dere khushbu ke dere
Baahon mein teri masti ke ghere masti ke ghere

Bikhra ke zulfen jhuk jaaon mujhpe
Milne do saaya tapte badan ko
Maine hamesha teri amaanat samjha hai apane jaan aur tan ko
Tu saath mere main saath tere
Ruho ke ruho se jismo ke jismo se sadiyo ke naate hain
Saanson mein teri khushbu ke dere khushbu
Baahon mein teri masti ke ghere masti ke ghere
Masti ke gheron mein khushnu ke deron mein
Hum khoye jaate hain
Saanson mein teri khushbu ke dere khushbu
Baahon mein teri masti ke ghere masti ke ghere