Kamal – Jhum Jhum Ke Nach Re Manwa Song Lyrics

This Bollywood movie released in the year 1949 and was directed by Mr Surya Kumar under the banner of Hind Kamal Pictures. The star cast for the film is inclusive of Dhumketu, Surendra, Mohana, Jeevan and Lalita Rao in pivotal roles.

Album: Kamal

Song: Jhum Jhum Ke Nach Re Manwa


Lyrics

(Jhum jhum ke nach re manwa, nach re manwa
Gaye ja, gaye ja, gaye ja) – (2)
Jhum jhum ke nach re manwa

Aayee bahar kar ke solah singar dekho, aayee re
Aayee bahar kar ke solah singar dekho
Tan me mann me jaga hai pyar dekho
Aayee bahar kar ke solah singar dekho ho
Mann gaye ja tadpaye ja
Hans hans ke jivan bitaye ja, bitaye ja

Gaye ja, gaye ja, gaye ja
Jhum jhum ke nach re manwa, nach re manwa
Gaye ja, gaye ja, gaye ja
Jhum jhum ke nach re manwa

Jhar jhar pe jhume bhanwara, jhume bhanwara
Kalee kalee ko chume bhanwara, chume bhanwara
Mann gaye ja tadapaye ja
Hans hans ke jivan bitaye ja, bitaye ja

Gaye ja, gaye ja, gaye ja
Jhum jhum ke nach re manwa, nach re manwa
Gaye ja, gaye ja, gaye ja
Jhum jhum ke nach re manwa

Nache re ithalate nache re goree nache lachake kamariya
Ho lachake kamariya
Khanananan khanananan baje ghungharawa, ho baje ghungharawa
Ho lachake kamariya

Ho mann gaye ja tadapaye ja
Hans hans ke jivan bitaye ja, bitaye ja

Gaye ja, gaye ja, gaye ja
Jhum jhum ke nach re manwa