Kapoor & Sons – Kar Gayi Chull Song Lyrics

Kar Gayi Chull Lyrics from Kapoor and Sons. The Badshah & Fazilpuria song CHULL is recreated by Amaal Mallik. The new song features Alia Bhatt and Sidharth Malhotra. “Chull” is a slang which means “Having some kind of Urge or Itch (Khujli) for doing something”.


Yeah…Arrey ladki beautiful, kar gayi chull
(chull chull…)
Arrey ladki beautiful, kar gayi chull
(chull chull…)(Badshah)
Yeah..
Dekh tera rang saawla hua baawla
Ladki nahi hai tu hai garam maamla
Bolti bandh meri, kahun kya bhala
Kuchh bhi kahaa nahi jaayeKya naache tu Dilli, hile hai London
Matak matak jaise Raveena Tandon
Kya naache tu Dilli, hile hai London
Matak matak jaise Raveena Tandon
Aag lagaane aayi hai ban-than
Goli chal gayi dhaaynNakhre vilayti
Ego mein rehti
Nakhre vilayti, ego mein rehti
Tashan dikhati fullArrey ladki beautiful, kar gayi chull
(chull chull…)
Arrey ladki beautiful, kar gayi chull
(chull chull…)Arey daayein, baayein
Kaise kamar tu jhulaaye
Physics samajh nahi aaye
Arrey ladki beautiful, kar gayi chull
(means Beautiful girl has teased me OR turned me ON.)Arey daayein, baayein
Kaise kamar tu jhulaaye
Physics samajh nahi aayeSandal mere cham cham karde
Hege high brand de
Airplane mundeyan de
Mere heel pe honde land ve (x2)Saari kudiyan haaye desi chidiyan
Saari kudiyan desi chidiyan
Club ki main bulbul…Main ladki beautiful kar gayi chull
(chull chull…)
Main ladki beautiful kar gayi chull
(chull chull…)
Arrey ladki beautiful, kar gayi chullArey daayein, baayein
Kaise kamar tu jhulaaye
Physics samajh nahi aaye
Arrey ladki beautiful, kar gayi chull (x2)

Dekh tera rang saawla hua baawla
Ladki nahi hai tu hai garam maamla
Bolti bandh meri, kahun kya bhala
Arrey ladki beautiful, kar gayi chullKya naache tu Dilli, hile hai London
Matak matak jaise Raveena Tandon
Aag lagaane aayi hai ban-than
Arrey ladki beautiful, kar gayi chullKoi bacha lo
Mujhe sambhalo
Arrey isey utha lyo
Arrey ladki beautiful
Kar gayi Chull.


Singer: Badshah, Fazilpuria, Sukriti Kakar, Neha Kakkar

Lyricist: Badshah, Kumaar

Music: Amaal Mallik, Badshah