Khuda Haafiz – Aakhri Kadam Tak Song Lyrics

Singer : Sonu Nigam
Music by : Mithoon
Male : Nazron se karam tak

Imman se dharam tak
Male : Nazron se karam tak

Imman se dharam tak
Male : Hakiqat se lekar bharam tak

Dua se asar tak

Yeh sare safar tak

Fariston ke roshan shehar tak
Male : Aansu se jashan tak

Janmo se janam tak

Sehre ko saja ke kafan tak
Male : Tere sang hu aakhri kadam tak

Tere sang hu aakhri kadam tak

Tere sang hu aakhri kadam tak
Male : Yeh raat kali dhal jayegi

Ulfat ki hogi fir se subah

Jis desh aanshu na dard pale

Hai wada main tujhse milunga wahan
Male : Jakhmon se marham tak

Juda se milan tak

Doli mein bitha ke dafan tak
Male : Tere sang hu aakhri kadam tak

Tere sang hu aakhri kadam tak

Tere sang hu aakhri kadam tak
Male : Tere sang hu aakhri kadam takā€¦