Ki & Ka – Foolishq Song Lyrics

Foolishq Lyrics from Ki and Ka: The song is sung by Armaan Malik, Shreya Ghoshal, composed by Ilaiyaraaja while lyrics are written by Amitabh Bhattacharya.


Foolishq foolishq tera mera
Foolishq foolishq tedha medha (x2) Dil jispe aana naa ho
Uspe hi aata hai kyun
Jis tarfa jaana na ho
Uss tarfa jaata hai kyun
Jata hai kyun… Foolishq foolishq tera mera
Foolishq foolishq tedha medha
Foolishq foolishq kuch kuch mera
Foolishq foolishq zyada tera Sansaniyan, tan-mann mein
Gadbadiyan, dhadkan mein
Karta hai, kyun karta hai
Par iski sohbat mein
Rehne ko, phir bhi dil
Karta hai, kyun karta hai Foolishq thoda hai ye maana
Fool ishq ka hi hai zamana
Dil ko achha lagta hai toh
Aankhen iss se kyun churana
Kismat waalon ko milta hai yeh nazraana Fool ishq fool ishq tera mera
Accha hi hai tedha medha
Foolishq foolishq tera mera
Foolishq foolishq tedha medha Honthon pe, aur kuch hai
Par dil mein, aur kuch hai
Dono mein ik toh sach hai Dil sacha, hoga toh
Sach woh hi bolega
Phir kaisi yeh mach-mach hai Foolishq dil ki nadaani hai
Dil ki aadat bachkaani hai
Foolishq se hi darta hai yeh
Phir bhi foolishq karta hai yeh
Bhulake bhi bhulaya toh ye jaaye naa Foolishq foolishq tera mera
Foolishq foolishq tedha medha
Foolishq foolishq tera mera
Acha hi hai tedha medha


Singer: Armaan Malik, Shreya Ghoshal

Lyricist: Amitabh Bhattacharya

Music: Ilaiyaraaja